Zindagi ki kasamkash

 Priya dosto,

Aj apke sath hum sabki kahani ko ek sayari ke zariye share kar rahi hu Hum pta nhi kahan ja Rahe hain kya kar Rahe hain aur kya karna chah Rahe hain bus waqt Gujarata ja rha hai koi sath chod raha hai to koi chut raha hai na Jane Jeevan kis kasamkash me hum jiye ja Rahe hain kitni Udasi hai phir bhi ek muskan lekar jiye ja Rahe hain aisa lagta hai apna wazood khatam ho gya hai zindagi ke mutabik jiye ja Rahe hain kitne gum dabakar rakhe hain seene me sabko dafan  karke age badhe ja Rahe Hain pta nhi kaise aur kyun ziye ja Rahe hain.

Comments